Be Khud Kiye Dete Hain
Muzammil Hassan Nagri is the singer of the song Be Khud Kiye Dete Hain. The song is from the album Reels Viral Songs released in 2026. This song is on 72StarsProduction.
Be Khud Kiye Dete Hain Song Download
Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics In English
Bekhud Kiye Dete Hai Andaaz Hi Jaabaana
Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Aye Jalwa-e-jaanaana
Itna To Karam Karna Aye Chasme Karimana
Jab Jaan Labo Par Ho Tum Saamne Aa Jaana
Ji Chahta Hai Tohfe Mein Bhejun Main Unhein Aankhein
Darshan Ka To Darshan Ho Nazrane Ka Nazrana
Mein Hosh O Hawaas Apne Is Baat Pe Kho Baitha
Hans Kar Jo Kaha Tumne Aaya Mera Deewaana
Dunya Mein Hamein Tumne Jab Apna Banaya Hai
Mehshar Mein Bhi Kah Dena Ye Hai Mera Deewana
Kya Lutf Ho Mahsher Me Qadmo Me Giruñ Unke,
Sarkar Kaheñ Dekho Diwana Hai Diwaana.
Kyun Aankh Milayi Thi Kyun Aag Lagayi Thi
Ab Rukh Ko Chupa Baithe Karke Mujhe Deewaana
Peene Ko To Pee Lunga Bas Arz Zara Si Hai
Ajmer Ka Saaqi Ho Bagdaad Ka Maikhaana
Bedum Meri Qismat Mein Sajde Hain Usi Dar Ke
Chuta Hai Na Chutega Sang E Dare Janana
Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics In Hindi
बेखुद की ये देते हैं अंदाज़ है जाबाना,
आ दिल में तुझे रख लूं ऐ जलवए जानाना।
इतना तो करम करना ऐ चश्में करीमाना,
जब जान लबों पर हो तुम सामने आ जाना।
जी चाहता हूं तोहफे में भेझूं मैं उन्हें आखें,
दर्शन का तो दर्शन हो नज़राने का नज़राना।
मैं होशो हवास अपने इस बात पे खो बैठा,
हस कर जो कहा तुमने आया मेरा दीवाना।
दुनिया में मुझे तूने जब अपना बनाया है,
तो महशर में भी कह देना ये है मेरा दीवाना।
क्या लुत्फ हो महशर में सजदे में गिरूं उनके,
सरकार कहें देखो दीवाना है दीवाना।
क्यूं आंख मिलाई थी क्यूं आग लगाई थी,
अब रुख को छुपा बैठे कर के मुझे दीवाना।
पीने को तो पी लूंगा बस अर्ज़ ज़रा सी है,
अजमेर का साक़ी हो बग़दाद का मैखाना।
बेदम तेरी क़िस्मत में सजदे के उसी दर के,
छूटा है छूटेगा संगे दर ए जानाना।
No comments yet.