Main Haar Giyan

Main Haar Giyan

Singers: Naseebo Lal, Hassan Ali

Lyricist: Ammar Haider

Music by: Hassan Ali

Duration: 04:00 Min

Download: 0+

Main Haar Giyan is a song that has been liked by many people. The song is from the album Kabhi Main Kabhi Tum Ost which released in 2026. Naseebo Lal, Hassan Ali sang this song and Hassan Ali made the music. The lyrics are by Ammar Haider.

Main Haar Giyan Song Download

Main Haar Giyan Ost Lyrics (Kabhi Main Kabhi Tum)




Main Haar Gaya Main Haar Gaya 

Hai Ishq Saza Va Maar Gaya 

Kaise Preet Nibhayee Haye

Tere Yaad Jo Aave Haay

Tere Yaad Jo Aave


Bedagh Mohabbat Thi Jo Kyon Usko Aag Lagaye 

Kyon De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye 

Kyun De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye

Kyun De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye


Dil Toh Dukha Hai 

Par Yeh Gila Hai Milke Bhi Na Mil Na Saka Hai 

Aankh Yeh Nam Kyon Dil Mein Hai Gham Kyon 

Hona Hi Tha Jo Bhi Hua


Tere Mere Kahani Na Hai Naye Na Puraani

Doobne Jaana Issmein

Paani Hai Bas Paani


Tu Jeet Gaya Main Haar Giyan

Tu Jeet Gaya Main Haar Giyan

Dil Bas Roo Ve Jaave Haye

Tere Yaad Jo Aave Haay

Tere Yaad Jo Aave


Bedagh Mohabbat Thi Jo Kyon Usko Aag Lagaye 

Kyon De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye 

Kyun De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye

Kyun De Hai Mujhko Yaara Bin Maange Yeh Tanahaye

Leave a Comment
User Comments

No comments yet.