Nadaaniyan

Nadaaniyan

Singers: Akshath

Lyricist: Akshath

Music by: Akshath

Duration: 02:51 Min

Download: 0+

Nadaaniyan is a nice song that many people like. It is from the album Reels Viral Songs which came out in 2026. Akshath has sung this song and the music is by Akshath. Lyrics are written by Akshath.

Nadaaniyan Song Download

Nadaaniyaan Akshath Lyrics




Kaise Tu

Gungunaye Muskuraye

Chhoti Moti Baaton Pe

Munh Phulaye

 

Yeh Nazakat Meri Aadat

Paas Mujhe Laye

 

Nadaaniyaan Nadaniyan

Kheenche Mujhe Nadaaniyan

Naadaniyan Nadaaniyaan

Pagal Kare Teri Har Ada

 

Sham-o-subah Main Teri Yaad Karoon

Tere Khayalon Se Main Baat Karoon

Teri Nazar Mein Yeh Kaisa Nasha

Teri Aawaaz Mein Ye Kaisa Sukoon

 

Dil Ke Saare Ishaaron Pe

Bas Tera Hi Naam Hai

 

Kaise Tu

Gungunaye Muskuraye

Chhoti Moti Baaton Pe

Munh Phulaye

 

Yeh Nazakat Meri Aadat

Paas Mujhe Laye

 

Nadaaniyaan Nadaaniyan

Kheenche Mujhe Nadaaniyan

Nadaniyaan Nadaniyaan

Pagal Kare Teri Har Ada

 

Aaja Paas Mere

Likhe Sau Kahaniyaan

Tu Jo Saath Mere

Lage Jahaan Paa Liya

 

Teri Saanson Mein Beete

Har Pal Mera

Teri Aankhon Mein Dekhun

Har Kal Mera

 

Kabhi Hona Nahi

Door Oh Jaan-e-jaan

Zara Paas Toh Aa

Phir Se Dohra

 

Dil Ke Saare Ishaaron Pe

Bas Tera Hi Naam Hai

 

Nadaaniyaan Nadaaniyan

Kheenche Mujhe Nadaaniyan

Nadaniyaan Nadaniyaan

Pagal Kare Teri Har Ada

Leave a Comment
User Comments

No comments yet.