Shyam Ka Rang Chad Gaya (Extended Version)
Nitesh Sharma Golu has written the lyrics of the song Shyam Ka Rang Chad Gaya (Extended Version). The song is from the album Bhakti Songs released in 2026. Pramod Tripathi sang this song and Nikita Rohitashv Gautam took care of the music.
Shyam Ka Rang Chad Gaya (Extended Version) Song Download
Shyam Ka Rang Chad Gaya Lyrics
Ab Lena Dena Kya Jahan Se
Dil Laga Khatu Wale Shyam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya
Kasam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya
Ab Lena Dena Kya Yahan Se
Ab Lena Dena Kya Jahan Se
Dil Laga Khatu Wale Shyaam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya
Kasam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya
Naina Jo Mile Hai Sarkaar Se
Aisa Muskuraya Shyam Pyar Se
Mujhko Deewana Kar Gaya
Kasam Se
Shyaam Ka Rang Chad Gaya
O Kitni Sunder Teri Adaaye
Subko Hi Bhaaye Sabko Hi Lubhave
Dil Ko Churane Ka Hunar Tujhko Aaye
Bansi Baja Ke Tu Panchi Fasaye
Kayede Alag Hi Hai Pyaar Ke
Jeet Milti Hai Dil Haar Ke
Jo Bhi Duba Wo Hi Tar Gaya
Kasam Se
Shyam Ka Rang Chadh Gaya
Jaane Kaisi Prem Dagar Hain
Dil Bairaagi Mann Besabar Hain
Sab Kehte Hai Khatu Jisko
Golu Kahe Use Prem Nagar Hai
Janam Janam Iss Raste Bhatka
Main Baba Tere Waste
Ab Jake Tu Mil Gaya
Haye Kasam Se
Shyaam Ka Rang Chad Gaya
Naina Jo Mile Hain Sarkaar Se
Aisa Muskuraya Shyam Pyaar Se
Mujhko Deewana Kar Gaya
Kasam Se
Shyaam Ka Rang Chad Gaya.
No comments yet.